Bana bana kar jo duniya mitayi jati hai
Bana bana kar jo duniya mitayi jati hai
Zaroor koi kami hai jo payi jati hai
Jab koi ajanabi aata hai unki mehfil me
Ek shama us dam jalayi jati hai
Jala kar shama wo fauran bujha bhi dete hain
Dhuen ki taraf fir ungali uthayi jati hai
Dhuan dikha kar kahte hain wo aane wale se
Aasheeqon ki yeh halat banayi jati hai ...