Nazar mila k zara dekh mat jhuka aankein
Nazar mila k zara dekh mat jhuka aankhein
Badha rahi hain nigahon ka hausla aankhein
Jo dil me aqas hai aankhon se bhi woh jhalkega
Dil aayina hai magar dil ka aayina aankhein
Woh ek sitara tha jane kaha gira hoga
Khala me dhund rahi hain na jane kya aankhein
Yeh uska tarz e mukhatib bhi khoob hai 'Mohsin'

Ruka - ruka sa tabassum khafa - khafa aankhein ...